Surah Falaq Ke Taweez Se Mohabbat Pane Ka Amal
Surah Falaq Ke Taweez Se Mohabbat Ka Amal ” Is taweez ko print karaleen or phir is per surah falaq 10000 dafa par k dam kareen .jis kisi ko be mohabbat main dewana karna ho us ka naam picha likh den si tarah Al hoob fala bin fala Ala hoob fala bin fala , fala bin fala ki jaga jis banda per amal karna ho us ka naam or uski mah ka naam likha agar chahe k mard orate se mohabbat kareen to naam orate ka pehla or mard ka picha likha or agar chahe k orate mard se mohabbat kareen to naam mard ka orate ka naam se pehla likha or likhta waquat mu main chini khae . agar yeah sab samajh main na ahe karna to phir simpe sa sentence likha for example ya Allah razia binte rasheeda ko asghar bin bano ki mohabbat main bekarar karden k wo asghar se ishq kareen . yeah likh na k baad is taweez ko ake glass pani main dal k bego den 1 raat tak phir jis ka naam ka taweez ho usko kisi na kisi tarah pela de ya phir us ka khana main yeah pani mila de ya cold drink main jab wo ghar jahe ga jis na yeah pani p...